Naya Naya

Naya Naya Dhula Dhula---(2)
Aasmaan Khula
Naya Naya Dhula Dhula
Aasmaan Khula
Tum Ne Aankh Kholi To Yeh Jahan Khula---(2)
Naya Naya

Aap Ke Chehre Pe Kyon Shayad Jaisi Dhoop Chadne Lag Gayi Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kyon Neend Apne Sapne Rakhne Lag Gayi Hai
Muskuraake Zindagi Ne Hairaan Kar Diya
Hairaan Kar Diya
Naya Naya Dhula Dhula
Aasmaan Khula
Tum Ne Aankh Kholi To Yeh Jahan Khula
Naya Naya

Muskuraahat Aap Ki Lab Pe Rok Ke Humne Aadhi Kaat Li
Aap Ne To Saas Mere Lab Se Aadhi Aadhi Baat Li
Gale Laga Ke Zindagi Ne Hairaan Kar Diya
Hairaan Kar Diya
Naya Naya Dhula Dhula
Aasmaan Khula
Tum Ne Aankh Kholi To Yeh Jahan Khula---(2)
Naya Naya Dhula Dhula---(2)

Comments

Post new comment

Captcha
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.
Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy
Powered by:Open Source Solutions